Working hours kya hain?
Monday se Saturday 9:00 AM – 6:00 PM. WhatsApp par message kabhi bhi chhor dein — agle working hour me jawab milta hai.
Showroom kahan hai?
Toyota Walton Motors, Main Walton Road, Lahore, Pakistan. Booking par Google Maps link WhatsApp par bhej diya jata hai.